|  | 
        |   | 
        |  | 
        | Ankhon mein sama jao, is dil mein        raha karna taron mein hansa karna,
 phoolon mein khila karna jab se        tumhen dekha hai,
 jab se tumhen paya hai kuchh hosh nahin mujhko,
 ek nasha sa chhaya hai ab baat jo karni ho,
 aankhon se kaha karna        aey kaash dharkta dil,
 kuchh der thahar jaaye ye raat, mohabbat        ki,
 yunhi na guzar jaye baqi hai abhi tum par,
 ye jaan fida karnaa        ankhon mein sama jaao,
 is dil me rahaa karna kismat na dikhaye ab,
 ghariyan hamen furaqat ki har raat yuunhi chamke
 taqadir mohabbat        ki aey chand sitaaron tum mil jul ke duaa karna
 ankhon me samaa jaao,
 is dil mein raha karna
 | 
        |  | 
        |  | 
        |   | 
        |  | 
        |  | 
 
No comments:
Post a Comment